Owais Raza Qadri
Aaya Hai Bulawa Mujhe
Listen High Quality MP3 Naats of Album Aaya Hai Bulawa Mujhe by Naat Khawan Owais Raza Qadri. To Download, Please click the Arrow Sign being displayed with each Naat. Share Album Aaya Hai Bulawa Mujhe With your family and friends.

Aaya Hai Bulawa Mujhe Darbare Nabi
Pegham saba layi he gulzaar-e-Nabi se
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se

Har aah gaye Arsh pe ye aah ki kismat
Har ashk pe aik khuld he har ashk ki qeemat
Tohfa ye mila he sarkar-e-Nabi se
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se, darbar-e-Nabi se

Bhaati nahi humdum mujhe Jannat ki jawaani
Sunta nahi zahid us mein huuron ki kahani
Ulfat he mujhe sayaa-e-deewar-e-Nabi se
Aaya hai bulawa mujhe darbar-e-Nabi se, darbar-e-Nabi se

Irfan ki kasak khulq ki me sabr ka saagar
Kiya lutf mila karta he jo dete hein sarwar
Ye pooch le aake koi beemar-e-Nabi se